i think iseh ex[ f(x)+f`(x)] main likha ja sakhta hain
because in integration we have only 3 formulae with ex na.
so unmese koi ek hona chaahiye.
i think iseh ex[ f(x)+f`(x)] main likha ja sakhta hain
because in integration we have only 3 formulae with ex na.
so unmese koi ek hona chaahiye.
I think numerator ko you have to write as
(x^3+1) + x
That should help!
nahi bhaiya... kuchh kuchh yaad aa raha hai mujhe...
yeh cheez pehle bhi try kiye the....
isme bahut jhol jhal hai :'(
nahi bana tha....
well abh phirse karte hai...
[6] he he
BHAVNAO ko to pehle hi samajh liya tha isi liya "LOL" likha tha!!! HE HE....
LEMME try this un.......\\\
btw Sir,Aaj ke Graf ka intezaar abhi bhi barkarar hai
ho gaya na....
SIR "bhavnao" ke samajh ne ke bad is que ka hal ekdum samne dikhay padta hai....
sirf diff karna baki hai....
ANS : e^x*(x^3 + 1)/(x^2 + 1)^3/2 + c
isilye maine kaha thanks bhaiyan. aasaan hain.
sky ji ho gaya na!
old mysteries solved. chalo aaj toda revision ho raha hain.
HO KYA GAYA!! ????????
AUR KAISE HUA!!!
MUJHE SAMAJH ME HI NAHI AYA!!!
OOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO
AM I SLEEPING !!?????